us mulk ki sarhad ko koi chu nahi sakta
jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhen
har tarah ke jazbaat....
Song details
Lyrics
us mulk ki sarhad ko koi chu nahi sakta
jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhen
har tarah ke jazbaat ka elan hai ankhen
har tarah ke jazbaat ka elan hai ankhen
sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhen

ankho se badi koi tarazu nahi hoti
ankho se badi koi tarazu nahi hoti
ghulta hai basar jisme wo mijan hai ankhe

ankhen hi milti hai jamane me dilo ko
ankhen hi milati hai zamane me dilo ko
anjaan hai ham tum, agar anjaan hai ankhen
anjan hai ham tum, agar anjaan hai ankhen
lab kuch bhi kahe usse hakikat nahi khulti

insan ke sach jhuth ki pehchan hai ankhen

ankhen na jhuke teri kisi gair ke age
ankhen na jhuke teri kisi gair ke age
duniya me badi cheez meri jaan hai ankhe

us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta