waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj
waqt ki har shahi gulaam waqt ka har shai pe....
Song details
Lyrics
waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj
waqt ki har shahi gulaam waqt ka har shai pe raaz (x2)
waqt ki gardish se hai chand taron ka nijam
waqt ki gardish se hai chand taron ka nijam
waqt ki thokar me hai kya hukumat kya samajh
kya hukumat kya samajh
waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj
waqt ki har shai gulaam waqt ka har shai pe raaz
waqt ki paaband hai aati jaati raunake
waqt ki paaband hai aati jaati raunake (x2)
waqt hai phulo ki sej waqt hai kanto ka taaj
waqt hai kaanto ka taaj
waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj
waqt ki har shahi gulaam waqt ka har shahi pe raaj
aadmi ko chahiye waqt se dar kar rahe
aadmi ko chahiye waqt se dar kar rahe
kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz
waqt ka badle mijaaz
waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj
waqt ki har shai gulaam waqt kaa har shai pe raaj